收聽Jatin-Lalit的Deewano Ko Pata Hai (From "Kehtaa Hai Dil Baar Baar")歌詞歌曲

Deewano Ko Pata Hai (From "Kehtaa Hai Dil Baar Baar")

Jatin-Lalit, Udit Narayan, Sadhana Sargam2018年1月19日

Deewano Ko Pata Hai (From "Kehtaa Hai Dil Baar Baar") 歌詞

Deewano Ko Pata Hai - Jatin-Lalit/Udit Narayan (那拉揚)/Sadhana Sargam (薩達納·薩格姆)

Deewano ko ata hai yeh ishq to nasha hai

Milti hai bechaini is mein din katta na mere yaar

Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil baar baar

Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyaar

Deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai

Deewano ko pata hai

Ek madhoshi shaam sher hai teri mohabbat ka yeh asar hai

Yaad teri aati hai tanhaayi jaati hai yeh bekhudi koyi jaane na

Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil baar baar

Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyaar

Deewano ko pata hai

Khushboo teri hai in saason mein sapne tere hai in aankhon mein

Rang tera chalka hai hosh nahin pal ka hai

Maane koyi na chaahe maane na