收聽Kumar Sanu的Kitna Sukun Kitna Aaram (From "Saajan Ki Baahon Mein")歌詞歌曲

Kitna Sukun Kitna Aaram (From "Saajan Ki Baahon Mein")

Kumar Sanu2013年11月22日

Kitna Sukun Kitna Aaram (From "Saajan Ki Baahon Mein") 歌詞

Kitna sukun kitna aaraam hai

Kitna sukun kitna aaraam hai

Paas main tum ho aur hatho main jaam hai

Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai

Kitna sukun kitna aaram hai

Paas main tum ho aur hatho main jaam hai

Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai

Kitna sukun kitna aaram hai

 

Keh raha hai yeh dil bekudhi me sanam

Aur kya chaheie zindagi mein sanam

Keh raha hai yeh dil bekudhi me sanam

Aur kya chaheie zindagi mein sanam

Aashqi ka nasha aise jaata nahi

Tumko dekhe bina chain aata nahi

Kasie zinda rahu.,.

En hoton pe sirf tumhara naam hai

Paas main tum ho aur hathoo main jaam hai

Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai

Kitna sukun kitna aaram hai

 

Dilrubha hai kiya meine ye feasla

Ab toh jeena nahi hai tumhare siva

Dilrubha hai kiya meine ye feasla

Ab toh jeena nahi hai tumare siva

Thoda pagal hoon mein thoda deewana hun

Bas tumara hoon mein sab se beeghana hun

Aur kya mein kahun

Ishq tera meri chahat ka inaam hai

Paas main tum ho aur hatho main jaam hai

Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai

Kitna sukun kitna aaram hai

Paas main tum ho aur hatho main jaam hai

Shaayad meri zindagi ki hasseen shaam hai.