收聽Asha Bhosle的In Ankhon Ki Masti (From "Umrao Jaan")歌詞歌曲

In Ankhon Ki Masti (From "Umrao Jaan")

Asha Bhosle2013年12月2日

In Ankhon Ki Masti (From "Umrao Jaan") 歌詞

 

In Ankhon Ki Masti - Asha Bhosle (Asha Bhosle)

In aankhon ki masti ke aah-aah-aah-aah

 

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

Mastaane hazaaron hain

In aankhon se vaabasta

In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain

Afsaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke

 

Ek tum hi nahin tanha aah aah

Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva

Ulfat mein meri rusva

Is shaher mein tum jaise

Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain

Deewaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke aah-aah-aah

 

Ek sirf humi mai ko ek sirf humi

 

Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain

Aankhon se pilaate hain

Kehne ko to duniya mein

Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain

Maikhaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke

 

Is shamm-e-faroza ko aah aah

 

Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho

Aandhi se darraate ho

Is shamm-e-faroza ke

Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain

Parvaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain

Afsaane hazaaron hain

 

In aankhon ki masti ke