收聽Alka Yagnik的Dekha Hai Pehli Baar (Duet Version) (From "Saajan")歌詞歌曲

Dekha Hai Pehli Baar (Duet Version) (From "Saajan")

Alka Yagnik, S P Balasubramaniam2019年4月13日

Dekha Hai Pehli Baar (Duet Version) (From "Saajan") 歌詞

Dekha Hai Pehli Baar - Alka Yagnik/S.P. Balasubramaniam

Lyrics by:Sameer

Composed by:Nadeem - Shravan

Dekha hai pehli baar

Saajan ki aankhon mein pyar

Dekha hai pehli baar

Saajan ki aankhon mein pyar

Ab jaake aaya mere bechain dil ko karar

Dilbar tujhe milne ko

Kabse tha main bekarar

Ab jaake aaya mere bechain dil ko karar

Dekha hai pehli baar

Saajan ki aankhon mein pyar

Ab jaake aaya mere bechain dil ko karar

Palkein jhukaun tujhe dil mein basaun

Ab bin tere main to kahin chain na paaun

Palkein jhukaun tujhe dil mein basaun

Ab bin tere main to kahin chain na paaun

Tu mera jigar hai tu meri nazar hai

Tu meri aarzu tu mera humsafar hai

Dekha hai pehli baar

Saajan ki aankhon mein pyar

Ab jaake aaya mere bechain dil ko karar

Meri adaayen yeh meri jawani

Bas tere liye hai yeh meri zindgani

Meri adaayen yeh meri jawani

Bas tere liye hai yeh meri zindgani

Tu meri gazal hai tu mera tarana

Aa teri dhadkano pe likh doon dil ka fasana

Dekha hai pehli baar

Saajan ki aankhon mein pyar

Dekha hai pehli baar

Jaanam ki aankhon mein pyar

Ab jaake aaya mere bechain dil ko karar

Dilbar tujhe milne ko

Kabse tha main bekarar

Ab jaake aaya mere bechain dil ko karar

Dekha hai pehli baar

 

Saajan ki aankhon mein pyar

Dekha Hai Pehli Baar (Duet Version) (From "Saajan") 的評論 (2)

wanda106
wanda106

Madhu Ilove you

Riyadi Aufa
Riyadi Aufa

komentar ah 😂