收聽Himesh Reshammiya的Kyaa Dil Ne Kahaa (From "Kyaa Dil Ne Kahaa")歌詞歌曲

Kyaa Dil Ne Kahaa (From "Kyaa Dil Ne Kahaa")

Himesh Reshammiya, Udit Narayan, Alka Yagnik2018年2月9日

Kyaa Dil Ne Kahaa (From "Kyaa Dil Ne Kahaa") 歌詞

Kyaa Dil Ne Kahaa - Himesh Reshammiya (希米肖·雷什米亞)/Udit Narayan (那拉揚)/Alka Yagnik

Written by:Himesh Reshammiya/Sanjay Chel

Kya dil ne kaha

 

Kya dil ne kaha

Kya tumne suna

 

Palke jhuki hain

Saansein ruki hain

Koyi humme pukaare

 

Aanjane rahe

Thame hain bahein

Hum hi nahin hummare

Ohhh Yara

Kya dil ne kaha

 

Kya tumne suna

Kya dil ne kaha

Kya tumne suna

Milte bichadte

Yoon chalte chalte

Hum ho gaye tummare

 

Kaisa asar hain hum bekhabar hain

Badle hain yain sitaare

Oh yara

Kya dil ne kaha

 

Kya tumne suna

Kya dil ne kaha

Kya tumne suna

 

Hmmm

Tanha tanha jite the

Khud se baate karte the

Tumsa koi miljaye ga

Dil pe likh te rehte the

Tanha tanha jite the

Khud se baate karte the

Tumsa koi miljaye ga

Dil pe likh te rehte the

Dil pe y likh te rehte the

Nazre churana

Lage suhana

Bali umara hain jana

Oh yara

Kya dil ne kaha

 

Kya tumne suna

Jo dil ne kaha

Haan maine suna

 

Ooohhhh

Main toh bhavra hoon sorry

 

Kaliyon ki karta chori

Bande kyun preet ki dori

Rehne de thodi doori

Main toh bhavra hoon sorry

Kaliyon ki karta chori

Bande kyun preet ki dori

Rehne de thodi doori

Rehne de thodi si doori

Aare teri toh jaane

Maine hain bande

Saato janaam ke dhaage

Ohh yara

Kya dil ne kaha

 

Kya tumne suna

Jo dil ne kaha

Haan maine suna

Palke jhuki hain

Saansein ruki hain

Koyi humme pukaare

Aanjane rahe

Thame hain bahein

Hum hi nahin hummare

Ohhh Yara

Kya dil ne kaha

Ja tumne suna

Jo dil ne kaha

 

Haan maine suna