Paas Bulati Hai (From "Jaanwar") 歌詞
Paas Bulati Hai - Alka Yagnik/Sunidhi Chauhan (桑妮蒂·喬寒)
Maa o maa maa o maa maa o maa maa o maa
Pas bulati hai kitna rulati hai
Pas bulati hai kitna rulati hai
Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai aati hai
Pas bulati hai kitna rulati hai
Pas bulati hai kitna rulati hai
Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai aati hai
Jinke sar pe mamta ki duayeh hai
Kismat wale wo hai jinki mayeh hai
Jinke sar pe mamta ki duayeh hai
Kismat wale wo hai jinki mayeh hai
Jism toh hota hai par ja nahi hoti
Unse pucho jinki maa nahi hoti
Lori sunati hai chupke sulati hai
Lori sunati hai chupke sulati hai
Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai aati hai
Aaja sine se tujhko laga lu mai
Chir ke dil ko dhadkan mein chupa lu mai
Aaja sine se tujhko laga lu mai
Chir ke dil ko dhadkan mein chupa lu mai
Sawan ban ban ke meri aankhe barsi hai
Tere liye kitna yeh pal pal tarsi hai
Kitna satati hai jan yeh jati hai
Kitna satati hai jan yeh jati hai
Yaad tumhari jab jab mujhko aati hai aati hai