收聽Young Stunners的Gumaan歌詞歌曲

Gumaan

Young Stunners, Talha Anjum, Talhah Yunus2020年9月18日

Gumaan 歌詞

Gumaan - YOUNG STUNNERS/Talha Anjum/TALHAH YUNUS

Lyrics by:Talhah Yunus/Talha Anjum

 

Maafi talaafi ki kaafi par aayi kaam nae

Ji aap wo leti mera naam nae

 

Pills pop I let the w**d smoke

Sometimes just talking does not make the pain go

 

Tu hee aag tu he uspe parti baarish

Mein wo khaali haveli jiski tu akeli waaris

Tu hee chaaon tu hee dhoop rangon ke saat roop

Tu jitni khoobsurat uss se kahee'n zyada duur

Mein likhna chor dun jo tere baare

Mein qalam torr dun aur tu siyaahi mein basa reh

Hansa rahey zamaane ko khud se pareshaan

Wo parhti thi kitaabein mein parhta hun insaan

 

Insaan bhi kya cheez hai

Aik mein wafa nae aur dusre ko wafa ki umeed hai

 

Insaan bhi kya cheez hai

 

Mein kal guzra phir udhar se tou yaad agayi chiz aik

 

Tera number nae hai you left the city and you'rе gone

Baat karne ko hai bass ye microphonе

Wohi kaghaz wohi qalam lehje sakht dil naram

Badd bakht bass karo udaasi har taraf

Jhootay tere bharam kis baat pe tu barrhamm

Par hum kyun abhi stuck like a jam on a one way

But someday tu samajh jaaegi duur hokey hamm se ke

Hamm mein wo qaraar nae pehle waali baat nae

Tujhe kiya azaad ya di hai khud ko saza

Lekin dil ke mohalle mein ab tera makaan nae

Aaj phir tu aae nae yaad teri aayi thi

 

Bewaja hee bewafa se bepanah umeed jo lagaai thi mmm

Aj phir tu ik gumaan aj phir tu shaeri

 

Socha tha tu aaegi torr ke wo rasmein saari

Dunya ki riwaaeti but god dammit girl

Aaj phir tu aae nae yaad teri aayi thi

 

Bewaja hee bewafa se bepanah umeed jo lagaai thi

 

Raazi dil tou razamand hum kyun nahi

Nai taapi pill gaanay likhe ye shayoor bhai

Ye ajizi hai baghi isko kehte hum ghuruur nai

Dil e maghroor tu bhi khoob tu haram dena sood phir

I'm just a text away itna bhi duur nahi

Feels like yesterday sach ka suboot nai

Tu hi zawal mera tu hi hai urooj ay

Logon se puch ye qalam likhta jhoot nai

Ghum dekar phir dilaase kese

Muu pe tassaliyan tou dunya mai tamashe kese

Hum aaj bhi kehte na koi raqeeb na hareef

Hum thay ghareeb najanay kaati hain wo raaten kese

Qalam chor ya qalam tor aa wazan tol

Nai hazam shor ye azam khoj tu surangh khod

Tarazu hi nai jo tolega ye dozen bol

Tu raqam soch in lafzon ki aaja zakham tol

 

Insaan bhi kia cheez hai

Ek mai wafa nai aur dusre ko wafa ki umeed hai

 

Insaan bhi kia cheez hai

Jhoot ki saza nai tou tohmaten lagane pe yahan dheel hai

Tu jese rehmat tu hi hoor tu hi noor kohinoor

Tu hi saya tu hi dhoop tu fitoor ye futuur

 

Tu itni khuubsurat k mai likhne mai majboor

Badal sirhaana kiun ke duur tu ne tou aana nai

Khudkush zamana ye ek gaana koi fasaana nai

Likden afsaaanay tujh pe lekin

Aaj phir tu aae nae yaad teri aayi thi

 

Bewaja hee bewafa se bepanah umeed jo lagaai thi mmm

Aj phir tu ik gumaan aj phir tu shaeri

 

Socha tha tu aaegi torr ke wo rasmein saari

Dunya ki riwaaeti but god dammit girl

Aaj phir tu aae nae yaad teri aayi thi

 

 

Bewaja hee bewafa se bepanah umeed jo lagaai thi