收聽Pamela Jain的Aao Na歌詞歌曲

Aao Na

Pamela Jain, Kaushik Deshpande2010年12月27日

Aao Na 的評論 (1)

Indra
Indra

Ghunji si hai sari fiza jaise bajti ho shehnaiyaan Leherati hai mehki hawa gungunati hain tanhaiyaan Sab gaate hain sab hi madhosh hain Hum tum kyun khamosh hain Saaz – e- dil chedo na Chup ho kyun gaavon na Aao na.. Aao na… Aao na… Aao na… Tan man mein kyun aise behti huyi Thandi si ik aag hai Saason mein hai kaisi yeh ragini Dhadkan mein kya raag hai Yeh hua kya humein hum ko samjhaoo na…(repeat once) Sab gaate hain sab hi madhosh hain Hum tum kyun khamosh hain Dil mein jo baatein hai Hoton pe laoo na Aao na.. Aao na… Aao na… Aao na… Ab koi duri na uljan koi Bas ek ikrar hai Ab na kahin hum na tum hd kahin Bas pyaar hi pyaar hai Sun sako dhadkane itne paas aao na…(repeat once) Sab gaate hain sab hi madhosh hain Hum tum kyun khamosh hain Ab mere sapno pe tum hi tum chahoo na Aao na.. Aao na… Aao na… Aao na… Ghunji si hai sari fiza jaise bajti ho shehnaiyaan Leherati hai mehki hawa gungunati hain tanhaiyaan Aao na.. Aao na… Aao na… Aao na…