Nikamma Kiya Is Dil Ne (From "Kyaa Dil Ne Kahaa") (Version, 2)
Shaan, Himesh Reshammiya, Jaspinder Nirula19 Jan 2012Nikamma Kiya Is Dil Ne (From "Kyaa Dil Ne Kahaa") (Version, 2) Lyrics
Nikamma Kiya Is Dil Ne - Shaan/Himesh Reshammiya (希米肖·雷什米亚)/Jaspinder Nirula
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
Aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai maanta hai maanta hai
Yaadon mein khoya rehta hai
Vaadon mein dooba rehta hai
Mushkilein paida karta hai
Bada badnaam karta hai
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
O aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai
Maanta hai
Maanta hai
O nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
O aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai
Maanta hai
Maanta hai
O nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
I love your eyes boom boom
I love your neck boom boom
I love your smile boom boom
I love your face
Magar kya kare bahut problem hai yaar
Dhadkanein karti hai kaisa halla
Kya kahe tumse hum khullam khulla
Dooriyaan nazdeekiyaan bhi gum ho jaati hai
Sab kuch mitaata hai
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
O aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai
Maanta hai
Maanta hai
O oo oo nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
I love your lips boom boom
I love your hair boom boom
I love your legs boom boom
I love your cheeks
But forget it
Khaamkha aankh mein aansu laaye
Aur kabhi chaahte bhi barsaaye
Jeene ko haraam karke marna seekhaata hai yeh
Qayaamat laata hai
Nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
Aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
O aashiqui chaahta hai zindagi ujaadta hai
Roke ruke na kabhi yeh
Kisi ki kahan maanta hai
Maanta hai
Maanta hai
O nikamma kiya is dil ne
Is dil ne kiya hai nikamma
I love your touch boom boom
I love your voice boom boom
I love your style boom boom
I love your heart
***Lyrics are from third-parties***