Dengarkan Dil Kehta Hai lagu dari Kumar Sanu dengan lirik

Dil Kehta Hai

Kumar Sanu, Alka Yagnik25 Jul 1995

Lirik Dil Kehta Hai

Dil Kehta Hai - Kumar Sanu (库马・山奴)/Alka Yagnik

Written by:Anu Malik/Majrooh Sultanpuri

Dil kehta hai chal unse mil

 

Uthte hain kadam ruk jaate hain

 

Dil humko kabhi samjhaata hai

 

Hum dil ko kabhi samjhaate hai

 

Dil kehta hai chal unse mil

 

Uthte hain kadam ruk jaate hain

 

Dil humko kabhi samjhaata hai

 

Hum dil ko kabhi samjhaate hai

 

Hum jab se hain judaa

 

Aae mere hum nasheen

 

Yun dekho to mere

 

Daaman mein kya nahin

 

Daulat ka chaand hai

 

Shohrat ki chaandni

 

Magar tumhe khoke

 

Lage hai mujhe aisa

 

Ke tum nahin to kuch bhi nahin

 

Tum kya jaano ab hum kitna

 

Dil hi dil mein pachtaate hai

 

Dil humko kabhi samjhaata hai

 

Hum dil ko kabhi samjhaate hai

 

Voh din the kya haseen

 

Dono the saath mein

 

Aur baahein aap ki

 

Thi mere haath mein

 

Tum hi tum hai sanam

 

Mere din raat mein

 

Par itni bulandi

 

Pe tum ho meri jaan

 

Aaye na daaman ab haath mein

 

Paana tumko mumkin hi nahin

 

Soche bhi to hum ghabraate hai

 

Dil humko kabhi samjhaata hai

 

Hum dil ko kabhi samjhaate hai

 

Dil kehta hai chal unse mil

 

Uthte hain kadam ruk jaate hain

 

Uthte hain kadam ruk jaate hain

 

Uthte hain kadam ruk jaate hain

Komentar untuk Dil Kehta Hai (9)

Iiem 1899
Iiem 1899

sahdu

Mikafa12092016
Mikafa12092016

inget anak dan istri

Sherra Kasih
Sherra Kasih

hai adk

lagunya sedih baper aku suka banget

Kesih Yuangka Yuangka
Kesih Yuangka Yuangka

lagunya sedih baper aku suka banget

Ernawati
Ernawati

sumpah gw suka buangeeeet lagu ini ❤️🥰🥰

nadiarusli
nadiarusli

perih

markus
markus

mantap..

Ikbal Jempoler's Wahyu
Ikbal Jempoler's Wahyu

yg tak pernah ku alami...

Nami Kuring
Nami Kuring

bahagia, sedih, marah, campur aduk jadi satu.