Lirik Main Tujhe Dekhta Raha (From "Jawani Zindabad")
Main Tujhe Dekhta Raha - Sadhana Sargam/Udit Narayan
Written by:Anand/Milind/Sameer
Main tujhe dekhata raha
Main tujhe dekhati rahi
Main tujhe dekhata raha
Main tujhe dekhati rahi
Na maine kiya kuchh ishara
Na maine kiya kuchh ishara
Pyar
Ho gaya
Pyar ho gaya
Jab se tujhe maine dekha hai
Teri tasvir hai aankho mein
Jab se tujhe maine dekha hai
Teri tasvir hai aankho mein
Bhini bhini yado ki khushbu
Bas gayi hai meri sanso mein
Khoyi rahti hoon khayalo mein tere
Khoyi rahti hoon khayalo mein tere
Aata hai tu mere khayalo me
Na maine kiya kuchh ishara
Na maine kiya kuchh ishara
Pyar
Ho gaya
Pyar ho gaya
Hogi na jism se jaan juda
Teri kasam mera vada hai
Hogi na jism se jaan juda
Teri kasam mera vada hai
Pyar ye badhta jayega
Mere sanam mera vada hai
Aadha aadha dono batenge hans ke
Aadha aadha dono batenge hans ke
Khushi ho ya gham mera vada hai
Na maine kiya kuchh ishara
Na maine kiya kuchh ishara
Pyar
Ho gaya
Main tujhe dekhata raha
Main tujhe dekhati rahi
Na maine kiya kuchh ishara
Na maine kiya kuchh ishara
Pyar
Ho gaya
Pyar ho gaya