Dengarkan Mujhe Pyaar Hua (From "Judaai") lagu dari Alka Yagnik dengan lirik

Mujhe Pyaar Hua (From "Judaai")

Alka Yagnik1 Jul 2016

Lirik Mujhe Pyaar Hua (From "Judaai")

Mujhe Pyar Hua Allamiya - Alka Yagnik/Abhijeet

Lyrics by๏ผšSameer

Composed by๏ผšNadeem - Shravan

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua allah miyan

Bhari barisat mein ikraar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miya

Tujhe nahi dekhoon to jiya nahi maane

Haal mera kya hai yeh mera Khuda jaane

Tujhe nahi dekhoon to jiya nahi maane

Haal mera kya hai yeh mera Khuda jaane

Tujhse milne julne ke mil gaye bahane

Nazar mili aisi ke ban gaye fasane

Dekha jab khwaab to deedar hua Allah miyan

Dekha jab khwaab to deedar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua Allah miya

Bhari barisat mein ikraar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miya

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua Allah miyan

Bhari barisat mein ikraar hua Allah miya

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan

Teri meri chahat ka baras raha sawan

Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan

Ho teri meri chahat ka baras raha sawan

Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan

Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan

Jawan dil waalon ka aaj hua sangam

Aisa ik baar na sau baar hua Allah miyan

Aisa ik baar na sau baar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua Allah miyan

Bhari barisat mein ikraar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miya

 

Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan

Komentar untuk Mujhe Pyaar Hua (From "Judaai") (3)

Wa Uus
Wa Uus

๐Ÿคธ

RoseBoneqa83
RoseBoneqa83

๐Ÿ’ƒ๐Ÿ’ƒ๐Ÿ’ƒ

Aswadi Fikri
Aswadi Fikri

๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ’ž