收聽Alka Yagnik的Kyaa Dil Ne Kahaa歌詞歌曲

Kyaa Dil Ne Kahaa

Alka Yagnik, Udit Narayan, Himesh Reshammiya2010年12月23日

Kyaa Dil Ne Kahaa 歌詞

Kyaa Dil Ne Kahaa - Alka Yagnik/Udit Narayan (那拉揚)/Himesh Reshammiya (希米肖·雷什米亞)

Kya dil ne kaha

 

Kya dil ne kaha kya tumne suna

 

Palke jhuki hai saanse ruki hai

Koi hame pukare

 

Anjani raahe thame hai baahe

Ham hi nahi hamare oh yara

Kya dil ne kaha kya tumne suna

Kya dil ne kaha kya tumne suna

Milate bichhadte yu chalte chalte

Ham ho gaye tumhare

 

Kaisa asar hai ham bekhabar hai

Badle hai ye sitare oh yara

Kya dil ne kaha kya tumne suna

 

Kya dil ne kaha kya tumne suna

 

Tanha tanha jite the khud se baate karte the

Tum sa koi mil jayega dil pe likhte rehte the

Tanha tanha jite the khud se baate karte the

Tum sa koi mil jayega dil pe likhte rehte the

Dil pe ye likhte rehte the

Najare churana lage suhana bali umar hai jana

Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna

Jo dil ne kaha ha maine suna

 

Oh mai to bhanwra hu sorry kaliyo ki karta chori

Bandhe kyun prit ki dori rehne de thodi duri

Mai to bhanwra hu sorry kaliyo ki karta chori

Baandhe kyun prit ki dori rehne de thodi duri

Rehne de thodi si duri

Are teri to jane maine hai baandhe

Saato janam ke dhage

 

Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna

Jo dil ne kaha ha maine suna

Palke jhuki hai saanse ruki hai koi hame pukare

 

Anjani raahe thame hai baahe ham hi nahi hamare

 

Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna

 

Jo dil ne kaha ha maine suna