收聽Shreya Ghoshal的Salaam Aaya歌詞歌曲

Salaam Aaya

Shreya Ghoshal, Roopkumar Rathod, Suzanne D'Mello2009年12月21日

Salaam Aaya 歌詞

Salaam Aaya - Roop Kumar Rathod (魯普·庫馬爾·拉德)/Shreya Ghoshal/Suzanne D'Mello

Lyrics by:Gulzar

Composed by:Sajid Wajid

Dabi dabi saanson mein suna tha maine

Bole bina mera naam aaya

Palkein jhuki aurr uthne lagi to

Haule se uska salaam aaya

Dabi dabi saanson mein suna tha maine

Bole bina mera naam aaya

Palkein jhuki aurr uthne lagi to

Haule se uska salaam aaya

Jab bole woh jab bole

Uski aankh mein rab bole

Jab bole woh jab bole

Uski aankh mein rab bole

Paas paas hi rehna tu

Aankh aankh mein kehna tum

Dekha tumhe to aaram aaya

Dabi dabi saanson mein suna tha maine

Bole bina mera naam aaya

Palkein jhuki aurr uthne lagi to

Haule se uska salaam aaya

Roz hi dil ki aag utha kar

Haath pe le kar chalna hai

Tere bina bina tere boondh

Boondh ab raat raat bhar jalna hai

Tum mile na mile ye haseen silsile

Waqt ke saqt hai ab ye katt te nahi

Haan tere bina saans bhi chalti hai

Tere bina dil bhi dhadakta hai

Yaad nahi that yaad aaya

Dabi dabi saanson mein suna tha maine

Bole bina mera naam aaya

Din ki tarah tum sar pe aana shaam ke jaise dhalna tum

Khwab bicha rakhey hain rah mein soch samaj ke chalna tum

Neend ke chahon se tum dabbe paon se

Yun gaye woh nishan ab to mitt te nahi

Tere liya chaand bhi rukta hai

Tere liya roz theharti hai

Yaad nahi that yaad aaya

Dabi dabi saanson mein suna tha maine

Bole bina mera naam aaya

Palkein jhuki aurr uthne lagi to

Haule se uska salaam aaya

Salaam aaya salaam aaya salaam aaya

Salaam aaya salaam aaya salaam aaya

 

Salaam aaya salaam aaya