收聽Jagjit Singh的Shayad Main Zindagi Ki Sahar歌詞歌曲

Shayad Main Zindagi Ki Sahar

Jagjit Singh2018年2月8日

Shayad Main Zindagi Ki Sahar 歌詞

Shayad Main Zindagi Ki Sahar - Jagjit Singh

Written by:Jagjit Singh/Sudarshan Faakir

Shyad main zindagi ki sehar leke aagaya

 

Shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya

 

Kaatil ko aaj apnay hi ghar leke aagaya

 

Shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya

 

Ta umer dhondta raha manzil mai ishq ki

 

Ta umer dhondta raha manzil mai ishq ki

 

Anjaam yeh ki gard e safar leke aagaya

 

Anjaam yeh ki gard e safar leke aagaya

 

Kaatil ko aaj apnay hi gahr leke aagaya

 

Nashtar hai mere haath mai kaandhon pe mai qada

 

Nashtar hai mere haath mai kandhon pe mai qada

 

Lo mai ilaaj e dard e jigar leke aagaya

 

Lo mai ilaaj e dard e jigar leke aagaya

 

Kaatil ko aaj apne hi ghar leke aagaya

 

Faakir sanam qaday main na aata mai laut kar

 

Faakir sanam qaday main na aata mai laut kar

 

Ek zakhm bhar gaya tha idhar leke aagaya

 

Ek zajhm bhar gaya tha idhar leke aagaya

 

Shayad mai zindagi ki sehar leke aagaya

 

 

Kaatil ko aaj aone hi ghar leke aagay