
Rain Song 歌詞
Rain Song - Raghu Dixit
Bheegi hai zameen
Bheega aasamaan
Bheegi hai zameen
Bheega aasamaan
Bheega hai yeh pal
Tum kahaan
Bheega hai yeh pal
Tum kahaan
Kaagazi yeh badan
Seeli aathma
Kaagazi yeh badan
Seeli aathma
Dooba hai yeh pal
Tum kahaan
Dooba hai yeh pal
Tum kahaan
Boondein banke saahil par
Gham mere naache mele bankar
Gaaoon main tujhko dhun banakar
Har soon dhundh phaili jahaan
Tahaan soona
Ghum aashiyaan
Tanhaan hoon main
Tanhaan hoon main
Tum kahaan
Kaagazi yeh badan
Seeli aathma
Kaagazi yeh badan
Seeli aathma
Dooba hai yeh pal
Tum kahaan
Dooba hai yeh pal
Tum kahaan
Mere mann ke aagan par
Tera diya tera mandir
Thekoon main ghutnein dhun jamaakar
Tera naam hai mayaavi
Saason ki hai mala meri
Ramta hoon main ramtaa hoon main
Tum kahaan
Bheegi hai zameen
Bheega aasamaan
Bheegi hai zameen
Bheega aasamaan
Bheega hai yeh pal
Tum kahaan
Bheega hai yeh pal
Tum kahaan