收聽Jagjit Singh的Tum Nahin Aaye Abhi (From "Main Aur Meri Tanhai")歌詞歌曲

Tum Nahin Aaye Abhi (From "Main Aur Meri Tanhai")

Jagjit Singh2012年1月1日

Tum Nahin Aaye Abhi (From "Main Aur Meri Tanhai") 歌詞

 

Tum Nahin Aaye Abhi (From "Main Aur Meri Tanhai") - Jagjit Singh

Written by:Jagjit Singh/Alisardar Jafri

Jab nahi aaye the tum

 

Tab bhi to tum aaye the

 

Jab nahi aaye the tum

 

Tab bhi to tum aaye the

 

Aankh mein noor ki

 

Aur dil mein lahoo ki surat

 

Yaad ki tarah dhadakte hue dil ki surat

 

Tum nahi aaye abhi

 

Fir bhi to tum aaye ho

 

Raat ke seene mein

 

Mehtab ke khanjar ki tarah

 

Subah ke haath mein

 

Khursheed ke sagar ki tarah

 

Tum nahi aaoge jab

 

Fir bhi to tum aaoge

 

Zulf dar zulf bikhar jaega

 

Fir raat ka rang

 

Shabe tanhai mein

 

Lutfe mulakat ka rang

 

Aao aane ki karein baat

 

Ke tum aaye ho

 

Aao aane ki karein baat

 

Ke tum aaye ho

 

Ab tum aaye ho to

 

Main kaun si sheh nazar karu

 

Ke mere paas seva meher o wafa

 

Kuch bhi nahi

 

Ek dil Ek tamanna ke seva

Kuch bhi nahi

 

Ek dil Ek tamanna ke seva

 

 

Kuch bhi nahi