收聽Alka Yagnik的Zindagi Se Jung歌詞歌曲

Zindagi Se Jung

Alka Yagnik2002年10月10日

Zindagi Se Jung 歌詞

Zindagi Se Jung - Alka Yagnik

Written by:Kirti/Girish/Sameer

Zindagi se jung jit lenge hum

Saathi agar tera saath ho

Zindagi se jung jit lenge hum

Saathi agar tera saath ho

 

Haste haste hum sehle har sitam

Haste haste hum sehle har sitam

 

Haath me jo tera haath ho

Zindagi se jung jit lenge hum

Saathi agar tera saath ho

 

Phul khile aur murjhaaye

Suraj nikle dhal jaaye

 

Phul khile aur murjhaaye

Suraj nikle dhal jaaye

Sukh dukh jivan ke do rang hai

Pal me aaye pal me jaaye

 

Gham ke kaale baadal ho ya aansu ki barsaat ho

Zindagi se jung jit lenge hum

Saathi agar tera saath ho

 

Choti choti aasha ho chote chote sapne ho

 

Choti choti aasha ho chote chote sapne ho

Haste gate ghar aangan me chand sitare apne ho

 

Tum to jugnu ban ke chamkna din ho chaahe raat ho

Zindagi se jung jit lenge hum saathi agar tera saath ho

 

Haste haste hum sehle har sitam

Haste haste hum sehle har sitam

 

Haath me jo tera haath ho